Eid k chand ki tarah Jagmagatay raho
Deep jaltay jagmagatay rahay,
Hum apko aap hamain yaad aatay rahay,
Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari,
Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho.
~ EID MUBARAK ~
Deep jaltay jagmagatay rahay,
Hum apko aap hamain yaad aatay rahay,
Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari,
Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho.
~ EID MUBARAK ~
Is Eid per na mil sakey Hum to kya hua
Jazbon mai ho Khuloos to Eidein Hazar Hein
Suba jab bhi nikhar dekhna
Sham jab bhi bahar dekhna
Raat ko tanhai mein
Tare jab bhi her baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna
Eid aayee hai sab log kehtey hain
Tum jo aajao to mujhe Yaqeen aaye
Khushiyan manatey phirtey hain sab log Eid ki
Mujhe to Aarzoo hai Faqat tere Deed ki
Roshan roshan din ho sara, roshan tar ho raat
Har Jaib say ho eid kay din, khushion ki barsaat
EID Mubarak
Suraj ki kirnain,
Taaron ki bahaar,
Chand ki chandni,
Apno ka pyaar,
Har Ghari ho khush-haal
Ussi tarhan Mubarak ho aapko
Eid ka yeh teh-waar!
~~ EID MUBARAK ~~
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye
Is bahane se Eid ho jaye
Eid milne jo Aap aajayein
Meri b Eid, Eid ho jaye
Gulshan ko kar rahi Mo’attar Hawa-e-Eid
Aata nahi kuch Nazar kuch b Siwaye Eid
Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko
Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera