Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
Posted under Birthday SMS
Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
Posted under Birthday SMS
Yeh zara zara si baat per,
Tarha tarha ka azaab kiyon?
Jo kisi say bhi khafa na ho,
Mujhey us khuda ki talash hai.
Mujhey laghzishon pay her ghari,
Koi tokta hay baar baar.
Jisay ker k dil ko dukh na ho,
Mujhey us gunah ki talash hai,
Bina Humsafar k kab talak,
Koi musafaton main laga rahay.
Jahan koi kisi say juda na ho,
Mujhey us raah ki talash hay.
Mujhey daikh ker jo aik nazar,
Meray saray dard samajh sakay.
Jo is qadar ho Chara-e-gar,
Mujhey us nigaah ki talaash hay
Posted under Urdu Poetry SMS
Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na greeting se,
Na gift se,
Aapko
“Jashne Azadi Mubarak”
Direct dil se
Posted under Independence Day SMS
Azadi k Din Aaj Meri Dua Hai k
ALLAH aap ko Quaid ki aqal,
Iqbal ki shakal,
Liaqat ki Shairvani,
Fatima ki jawani,
Nehru ki chaal
Aur
Gandhi k Baal day.
JASHAN-E-AZADI MUBARK
Posted under Independence Day SMS
Shetan ki 3 nishanian
1=SMS milte hi parhta hey.
2=parhte hue hansta hey.
3=neeche mat jana
.
.
.
.
.
.
Jis kaam se roko wo zarur karta hey..
Posted under Funny SMS
Zindagi me her dum hastey raho,
Hasna zindagi ki zarorut hai,
Zindagi ko is andaz mei jiyo k,
Aap ko dekh ker log kahen “wo dekho”
zindagi kitni khubsoorut hai.
Posted under Cool/Decent SMS
Hansi ko inbox,
Ansu ko outbox,
Ghussay ko hold,
Muskan ko sent,
Help ko OK karo,
Dil ko karo vibrat,
phir dekho zindagi ki ringtone
kitni pyari mehsos ho gi.
Posted under Cool/Decent SMS
Girls Attitude
If u treat her nice she says “yaar mujhe line de raha hai”
If u dont she says “kitna akarta hai”
If u dress nicely she says”mujhay impress karna chata hai”
If u dont she says “tasteless hai yaar”
If u argue with her she says”ziddi hai”
If u sit quietly she says “dumb hai”
If u act smarter “she’ll lose”
Posted under Funny SMS
Teacher: Gudu Tum Baray ho ya Tumharay papa??
Gudu: Main
Teacher: Keysay?
Gudu: Main nay Mummi k paas sona chor dia hay
Magar Papa abhi bhi Mummi k sath sotay hain
Posted under Cool/Decent SMS, Funny SMS
Bat Bataon RAAZ ki,
karo us larki se “AASHQI”,
Jis k chehre pe ho “SAADGI”,
Sanso mai ho “TAAZGI”,
Chandni ho “CHAND ki,
Rani ho “RAAT” ki,
Khushbo ho “GULAB” ki,
Batein kare “PYAR” ki,
Nazuk ho “MIZAJ” ki,
Achi ho “IKHLAQ” ki,
Pabund ho “NAMAZ” ki,
Khidmat kare “MAA,BAAP” ki,
Or hamesha kahe! “MAIN HON SIRF AAP KI”
Posted under Cool/Decent SMS